"Bharam"
'Intezzar to ab apni aadat me shumaar hai
Ham par to chhaya bharose ka khumar hai
Ye bharam na tute to accha hai
Kyonki yaadon ka gharonda abhi kaccha hai. '
"waada"
'Is dil ki baaton me na aana ye to bahek jaata hai aawaron ki taraha
Is sham ke rang pe na jaana ise to hai raat ke rang me mil jaana
Wade karna to hai fitrat juban ki ise har subaha to hai fir fisal jaana .'